💪 *Bhai Log Pareshan Na Hon!* 🚀 Alpha mein ache din zaroor wapas aain gay! 😎 Aisa pehli baar nahi hua — pehle bhi aisa ho chuka hai. Jab users zyada ho jatay hain to Binance requirements high kar deta hai. Lekin jab log chhor kar jatay hain, to Binance fir se *Airdrop value badha deta hai* aur *points bhi kam kar deta hai!* — taake users wapas aayein 🤣 Market isi tarah chalti hai — *Faida usi ko hota hai jo tikay rehta hai!* 🔥 👇 *Kon kon is baat se agree karta?* 👍 *Agree* / ❤️ *No*


